mujhe kuch kahna hai mujhe bhi kuch kahna hai mujhe kuch kahna hai mujhe bhi kuch kahna hai pehle tum pehle tum, pehle tum pehle tum tum tum tum tum pehle tum pehle tum, pehle tum pehle tum pehle tum pehle tum me ye rut na chali jaye achha mai kahti hu aksar koi ladki is hal me kisi ladke se solahve sal me jo kahti hai wo mujhe kahna hai aksar koi ladka is hal me kisi ladki se solahve sal me jo kahta hai wo mujhe kahna hai aksar koi ladki, aksar koi ladka aksar koi ladki ha ha is hal me
lakho mile na dil me karar yahi intzar yahi intzar tere bina kuch bhi achchha nahi lagta sab jhutha lagta hai sachcha nahi lagta na ghar me lage dil na baahar kahi par baithi hu kahi par khoi hu kahi par arey kuch na kaho chup raho mai nahi nahi nahi nahi nahi par ab mushkil chup rahna hai mujhe kuch kahna hai mujhe bhi kuch kahna hai pehle tum pehle tum, pehle tum pehle tum
mujhe raat din nahi aur kaam kabhi teri yaad kabhi tera naam sab rang duniya ke phike lagte hai ek tere bol bas mithe lagte hai likhe hai bas tere sazde is zami par zinda hu mai teri bas ha or nahi par arey kuch na kaho chup raho mai nahi nahi nahi nahi nahi par ab mushkil chup rahna hai mujhe kuch kahna hai mujhe bhi kuch kahna hai pehle tum pehle tum, pehle tum pehle tum tum tum tum tum tum
mile humko phul fija se mile waha ja base waha ja rahe tujhe milne me jaha na ho koi piya ke siva ho duja ghar na ho koi kya aisi jagah hai koi is zami par rahne de baat ko yaha par yahi par arey kuch na kaho chup raho mai nahi nahi nahi nahi nahi par ab mushkil chup rahna hai aksar koi ladki is hal me kisi ladke se solahve sal me jo kahti hai, jo kahta hai wo mujhe kahna hai aksar koi ladki, o ho aksar koi ladka aksar koi ladki is hal me