Кровопролитная схватка Elaan, 1994 Pehle Mere Aankhon Mein
Pehle meri aankho se mil Phir puchh kya hota hai dil Pehle meri aankho se mil Phir puchh kya hota hai dil Aankho me chahat ke lakho afsane hai Hum to bas tere hi dil ke diwane hai
Pehle meri aankho se mil Phir puchh kya hota hai dil Aankho me chahat ke lakho afsane hai Hum to bas tere hi dil ke diwane hai Pehle meri aankho se mil Phir puchh kya hota hai dil
Diwanapan chhod de dil ka nahi zamana Diwanapan chhod de dil ka nahi zamana Dil ki bate phir kabhi dil bad me lgana Dub ja tu ankhiyo me jane jana
Nazare mila aise na chal Phir na mile shayad ye pal Pehle meri aankho se mil Phir puchh kya hota hai dil
Aankho se ki dosti maine milake aankhe Aankho se ki dosti maine milake aankhe Likh di tere naam hai ab zindagi ki sanse Tere bin diwane ko chain kaha Baho me aa ab na sambhal Sham yuhi jaye na dhal
Pehle meri aankho se mil Phir puchh kya hota hai dil Aankho me chahat ke lakho afsane hai Hum to bas tere hi dil ke diwane hai Pehle meri aankho se mil Phir puchh kya hota hai dil.