Kuchh khaab dekhe hain, kuchh rang soche hai Abb maine kal apane, tere sang soche hain Uss raah mein jab bhi, tu saath hoti hai Kisson ki panno si har baat hoti hai Rooh jo huyi meri fida, toh kal mein uthi koyi sada Ke dil se huwa juda juda, tuta main iss tarah Sadaka kiya yuun ishq ka, ke sar jhuka jahaan deedaar huwa (2)
Tere mudane se suraj mud gaya Tere roshani ke saaye mein main dhup si khili Mera aasmaan bhi chhota pad gaya Mujhe jab se hai baahon mein teri panaah mili Woh thehari teri ada ada, ke ruk bhi gaya mera khuda Toh mujhape hai yeh asar huwa, tuta main iss tarah Sadaka kiya yuun ishq ka, ke sar jhuka jahaan deedaar huwa (2) Kuchh khaab dekhe hain, kuchh rang soche hai Abb maine kal apane
Teri khuchabu mein bheege khat milein Tere rang ke siyaahi se likhe padhe sune Teri baaton ke woh saare silsile Mere dil ki kahaani si sune kahe bune Main kar na sakun bayaan bayaan Ke chup si huyi meri jubaan Yeh dil mehmaan huwa huwa, tuta main iss tarah Sadaka kiya yuun ishq ka, ke sar jhuka jahaan deedaar huwa (2) Kuchh khaab dekhe hain, kuchh rang soche hai Abb maine kal apane, tere sang soche hain Uss raah mein jab bhi, tu saath hoti hai Kisson ke panno si har baat hoti hai Rooh jo huyi meri fida, toh kal mein uthi koyi sada Ke dil se huwa juda juda, tuta main iss tarah Sadaka kiya yuun ishq ka, ke sar jhuka jahaan deedaar huwa (2)