Гуру Песен Популярное
А Б В Г Д Е Ж З И К Л М Н О П Р С Т У Ф Х Ц Ч Ш Э Ю Я
# A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z

Глаз тигра - 4.Kaal Dhamaal | Текст песни

is kaal kaal mein hum tum kare dhamaal
sherni ye aankhein tumhari
kya ghazab hai pyari pyari
makhmali yeh roop tumhara
aashiqui ban jaye hamari
patta patta daali daali sab kare yeh sawaal
bekhabar is dhadkanon ka pooch na tu haal
is kaal kaal mein hum tum karein dhamaal
is kaal kaal.....

keep calling me baby
keep telling me things i want to believe
you want me to be your lady
i want you to know I’m always here
moving to the taal taal
right now its kaal kaal

sona sona roop hai tera dil toh tere naal hai
tanha tanha mushkhilon mein bas tera hi khayaal hai
dharti ambar chaand taare
sab rahe khush-haal
sardiyon ki dhoop ho tum
rab ka hai yeh kamaal
is kaal kaal.....

rut haseen hai dil jawan hai
kya ghadi kya kaal hai
rafta rafta bin tumhare
na guzarta saal hai
subah rangeen shyam dil-kash raat hai ek sawaal
bheega mausam sard saansen har leher pe taal
is kaal kaal.....


Глаз тигра еще тексты


Статистика страницы на pesni.guru ▼
Просмотров сегодня: 1
Видео
Нет видео
-