Став бабочкой, сердце улетело куда-то вдаль Влекомое ароматом, оно последовало за ним куда-то вдаль Как произошло то, чего, как будто, и не могло быть Словно тьму поцеловал луч света Просто сказать или написать на небесах? Пусть не сглазят тебя слова восхищения
Медового цвета твои глаза Взгляды искоса мечут острые стрелы Цвета свежего риса твои слова Ради них даже перелетные птицы меняют свой путь Во мне чего-то недоставало, но теперь я становлюсь полноценной, Растворяясь в твоей пленительной простоте
Считая ночи, плетя нити из снов, Я познал, что такое настоящий мир грез Став инструментом для твоей мелодии, Я познал, что такое настоящая музыка Сердцу мила лишь твоя поэзия А иначе любая поэма кажется не в рифму
Ban Ke Titli Dil Uda Uda Uda Hai Kahin Door... (x2) Chal Ke Khushboo Se Juda Juda Juda Hai Kahin Door...
Haadse Yeh Kaise, Ansune Se Jaise Choome Andheron Ko, Koi Noor... Ban Ke Titli Dil Uda Uda Uda Hai Kahin Door...
Sirf Keh Jaoon Ya, Aasmaan Pe Likh Doon Teri Taareefon Mein, Chashme Baddoor...
Ban Ke Titli Dil Uda Uda Uda Hai Kahin Door... Chal Ke Khushboo Se Juda Juda Juda Hai Kahin Door...
Bhoori Bhoori, Aankhein Teri, Kanakhiyon Se Tez Teer Kitne Chhode Dhaani Dhaani, Baatein Teri, Udte Phirte Panchhiyon Ke Rukh Bhi Mode Adhoori Thi Zara Si, Main Poori Ho Rahi Hoon, Teri Saadgi Mein Hoke Choor...
Ban Ke Titli Dil Uda Uda Uda Hai Kahin Door... Chal Ke Khushboo Se Juda Juda Juda Hai Kahin Door...
Raatein Gin Ke, Neendein Bun Ke, Cheez Kya Hai, Khwaabdaari Humne Jaani Tere Sur Ka, Saaz Banke, Hote Kya Hain Raagdaari Humne Jaani Jo Dil Ko Bha Rahi Hai Woh Teri Shayari Hai, Ya Koi Shayarana Hai Fitoor...