Rab ki qawali hai ishq koi
Dil ki diwali hai ishq koi
Mehki si pyaali hai ishq koi
Subah ki laali hai ishq
Love is the Lord's music
Love is Diwali of heart
Love is a fragranting goblet
Love is the red of the morning
Girta sa jharna hai ishq koi
Uthta sa kalma hai ishq koi
Saanson mein lipta hai ishq koi
Aankhon mein dikhta hai ishq
Love is a falling waterfall
Love is a rising poem
Love is wrapped in breath
Love is visible in eyes
Mere dil ko tu jaan se juda kar de
Yun bas tu mujhko fanaa kar de
Mera haal tu meri chaal tu
Bas kar de aashiqana
You separate my heart from my soul
You sacrifice me like this
You are my condition and walk
Turn me amorous
Tere vaaste mera ishq sufiyana
Mera ishq sufiyana
Mera ishq sufiyana
For you,my love is selfless
Tere vaaste mera ishq sufiyana
Mera ishq sufiyana
Mera ishq sufiyana
Rab ki qawali hai ishq koi
Dil ki diwali hai ishq koi
Mehki si pyaali hai ishq koi
Subah ki laali hai ishq
Sochun tujhe toh hai subah
Sochun tujhe toh shaam hai
When I think about you,it's morning
When I think about you,it's evening
Haan manzilon pe ab toh meri
Ek hi tera naam hai
Tere aag mein hi jal ke
Koyle se heera ban ke
Khwaabon se aagey chal ke
Hai tujhe bataana
Just your name is there on my destinations
By burning in your fire
And turning from coal to diamond,
I have to show you by moving ahead of dreams
Tere vaaste mera ishq sufiyana
Mera ishq sufiyana
Mera ishq sufiyana
Tere vaaste mera ishq sufiyana
Mera ishq sufiyana
Mera ishq sufiyana
Saath saath chalte chalte haath chhoot jaayenge
Aisi raahon mein milo naa
Baatein baatein karte karte raat katt jaayegi
Aisi raaton mein milo naa
Meet me on such paths that
Hands shall separate while walking together
Meet me in such nights where
Nights shall pass while just talking
Kya hum hain kya rab hai
Jahan tu hai wahin sab hai
Tere lab mile mere lab khile
Ab door kya hai jaana
What am I or God?
Everything is Where you are
When I found your lips,my lips smiled
Why go far?
Tere vaaste mera ishq sufiyana
Mera ishq sufiyana
Mera ishq sufiyana
Tere vaaste mera ishq sufiyana
Mera ishq sufiyana
Mera ishq sufiyana
Rab ki qawali hai ishq koi
Dil ki diwali hai ishq koi
Mehki si pyaali hai ishq koi
Subah ki laali hai ishq
Mere dil ko tu jaan se juda kar de
Yun bas tu mujhko fanaa kar de
Mera haal tu meri chaal tu
Bas kar de aashiqana
Tere vaaste mera ishq sufiyana
Mera ishq sufiyana
Mera ishq sufiyana
Tere vaaste mera ishq sufiyana
Mera ishq sufiyana
Mera ishq sufiyana
Грязная картина еще тексты
Другие названия этого текста
- Kamal Khan - Ishq Sufiyana (Male) from The Dirty Picture (2011) (0)
- Kamal Khan - Ishq Sufiyana (0)
- Грязная картина - Ishq Sufiyana (0)
- Beintehaa| Бесконечно люблю - Kamal Khan - Ishq Sufiyana (Male) from The Dirty Picture (2011) (0)
Оценка текста
Статистика страницы на pesni.guru ▼
Просмотров сегодня: 1