Rehna Tu, Hai Jaisa Tu Thoda sa dard tu, Thoda Sukun Rehna Tu, Hai Jaisa Tu Dheema Dheema jhonka, Ya phir junoon Thoda sa resham, Tu hamdam Thoda sa khurdura Kabhi daud jaye, Ya lad jaye Ya khushboo se bhara Tujhe badalna na chahoon Rati bhar bhi sanam Bina sajawat milawat Na zyaada na hi kam Tuhje chaahon, jaisa hai tu Mujhe teree barish mein beegna hai ghuljana hai Tujhe chaahon, jaisa hai tu Mujhe tere lapat mein jalna rakh ho jana hai Tu zakham de agar Marham bhi aakar tu lagaaye Zakham mein bhi mujhko pyaar aaye Dariya oooo dariya Doobne de mujhe dariya Doobne de mujhe dariya Rehna Tu, Hai Jaisa Tu Thoda sa dard tu, Thoda Sukun Rehna Tu, Hai Jaisa Tu Dheema Dheema jhonka, Ya phir junoon Haath tham chalna ho To dono ke daye haath sang kaise Haath tham chalna ho To dono ke daye haath sang kaise Ek daaya hoga, ek baaiya hoga Tham le, haath yeh thaam le Chalna hai sang tham le Rehna Tu, Hai Jaisa Tu Thoda sa dard tu, Thoda Sukun Rehna Tu..... Hai Jaisa Tu Dheema Dheema jhonka, Ya phir junoon Thoda sa resham, Tu hamdam Thoda sa khurdura Kabhi daud jaye, Ya lad jaye Ya khushboo se bhara Tujhe badalna na chahoon Rati bhar bhi sanam Bina sajawat milawat Na zyaada na hi kam Tuhje chaahon, jaisa hai tu Mujhe teree barish mein beegna hai ghuljana hai Tujhe chaahon, jaisa hai tu Mujhe tere lapat mein jalna rakh ho jana hai