Kitaben bahut si padhi hongi tumne magar koi chehra bhi tumne padha hai padha hai meri jaan nazar se padha hai bata mere chehre pe kya kya likha hai
( umange likhi hain jawani likhi hain tere dil ki saari kahani likhi hain )... (2) kahin haale dil bhi batata hai chehra na bolo to phir bhi batata hai chehra ye chehra haqiqat mein ek aayina hai bata mere chehre pe kya kya likha hai
( agar hum kahen humko ulfat nahin hai kahogi phir kaise mohabbat nahi hai )... (2) bare aaye chehre pe ye marne waale dikhawe ka aihde wafa karne waale dikhawa nahi pyar ki imtahaan hai bata mere chehre pe kya kya likha hai