Kuch hum mein aisi baatein hain Voh sab mein hain kahan Jeetenge yeh jahan, jeetenge yeh jahan Wo ho ho ho Haathon ki dono mutthi mein rakhte hain do jahan Hum aise hai jawan, hum aise hai jawan Ho ho ho ho (Hum seedhe chalne waale sab tede logon ko Seedhi raah pe laate hai) - 2 Hum aise hai dilwaale shaitaan ke beton ko Insaan bhi banaate hain Ikka mikka dussa, ikka mikka dussa, ikka mikka dussa, sa sa Patthar ko de zabaan, patthar ko de zabaan Wo ho ho ho Kuch hum mein aisi baatein hain Voh sab mein hain kahan Jeetenge yeh jahan, jeetenge yeh jahan Ho ho ho ho (Yeh mauj yeh apni masti jab aag ugalti hai Saagar se nahin bujhti hai) - 2 Aandhi yeh jawaanon ki re jab chalne lagti hai Roke se nahin rukti hai Ikka mikka dussa, ikka mikka dussa, ikka mikka dussa, sa sa Yeh toofaan hai kahan, yeh toofaan hai kahan O ho ho ho Kuch hum mein aisi baatein hain Voh sab mein hain kahan Jeetenge yeh jahan, jeetenge yeh jahan Wo ho ho ho Haathon ki dono mutthi mein rakhte hain do jahan Hum aise hai jawan, hum aise hai jawan Ho ho ho ho