Гнев и правосудие Janata Ki Adalat 1994 Kesar Ban Jaoongi
Tere har sawal ka Jawab ban jaoongi Tere har sawal ka Jawab ban jaoongi Pee le pee le mujhko Main sharab ban jaoongi Kesar ban jaoongi Gulab ban jaoongi Kesar ban jaoongi Gulab ban jaoongi O pee le pee le mujhko Main sharab ban jaoongi Tere har sawal ka Jawab ban jaoongi
Kajrare naina ye kale Chhalkaye madira ke pyale Aaj ki rain basera karle Meri baaho mein dil wale Kajrare naina ye kale Chhalkaye madira ke pyale Aaj ki rain basera karle Meri baaho mein dil wale Sine se laga le Main kitab ban jaoongi Tere har sawal ka Jawab ban jaoongi Kesar ban jaoongi Gulab ban jaoongi
Ho aa mujhe pyar se dekh Dil ka karar dede Umar bhar chhaya rahe Aisa khumaar dede Dede saanso ki khusbu Dede hothon ki narmi Tujhme ghul jaoongi main Dede baaho ki garmi
Chahat ki shaan dedu Apna iman dedu Tera aashiq hoon jaani Dil kya hai jaan dedu Husn badnam na ho Ishq nakaam na ho Yu rahe harpal jawan Pyar ki sham na ho Pyar ki sham na ho Pyar ki sham na ho Pyar ki sham na ho Pyar ki sham na ho
Achha kya tere liye Kharab ban jaoongi Achha kya tere liye Kharab ban jaoongi Pee le pee le mujhko Main sharab ban jaoongi Tere har sawal ka Jawab ban jaoongi Tere har sawal ka Jawab ban jaoongi Kesar ban jaoongi Gulab ban jaoongi Kesar ban jaoongi Gulab ban jaoongi Kesar ban jaoongi Gulab ban jaoongi.