Teri meri, meri teri Prem kahani hai mushkil Do lafzoon mein yeh Bayaan na ho paye Ik ladka ik ladki ki Hai yeh kahani nayi Do lafzoon mein yeh Bayaan na ho paye
Teri meri, meri teri Prem kahani hai mushkil Do lafzoon mein yeh Bayaan na ho paye Ik dooje se huye judaa Jab ik dooje ke liye bane
Teri meri, meri teri Prem kahani hai mushkil Do lafzoon mein yeh Bayaan na ho paye
Aaa…. Aaa….
Tum se dil jo lagaya Toh jahan maine paya Kabhi socha na tha yeh Milon door hoga saaya Kyun khuda tune Mujhe aisa khaab dikhaya Jab haqiqat mein usse Todhna tha..
Aa…
Ik dooje se huye judaa Jab ik dooje ke liye bane Teri meri, meri teri Prem kahani hai mushkil Do lafzoon mein yeh Bayaan na ho paye
Teri meri, meri teri Baaton ka har lamha Sabje anjaana Do lafzoon mein yeh Bayaan na ho paye
Har ehsaas mein tu hai Har ik yaad mein tera afsaana Do lafzoon mein yeh Bayaan na ho paye
Aa….
Saara din bit jaye Saari raat jagaye Bus khayal tumhara Lamha Lamha tadpaye Yeh tadap keh rahi hai Mit jaye faasle yeh Tere mere darmiyaan Joh hai saare..
Ik dooje se huye judaa Jab ik dooje ke liye bane Teri meri, meri teri Baaton ka har lamha Sabje anjaana Do lafzoon mein yeh Bayaan na ho paye
Har ehsaas mein tu hai Har ik yaad mein tera afsaana Do lafzoon mein yeh Bayaan na ho paye
Teri meri, meri teri Prem kahani hai mushkil Do lafzoon mein yeh Bayaan na ho paye