Любовь всерьез Yaraana, 1995 Mohabbat Ki Nazrein Karam
Mohabbat ki nazre Karam chahta hoon Jagah tere dil mein Sanam chahta hoon Honge diwane Tere hazaro Kaha mai kisi se Kam chahta hoon
Mohabbat ki nazre Karam chahti hoon Jagah tere dil mein Sanam chahti hoon Honge deewane Tere hazaro Kaha mai kisi se Kam chahti hoon
Sanso me teri Chahat ki khusbu Aankho me janam Tera hai chehra Hotho pe tera Naam saja hai Dil pe hai teri Yado ka pahra Karle tu shamil Mujhe jindagi mein Mita du khud ko Teri aashiki me Mai apna mukaddar Samjhti hu tujhko Ye diwangi to Na hogi kisi mein Ye deewangi to Na hogi kisi mein Tu khud faisla meri zindgani Mai jyada tujhe Ya kam chahta hoon Honge diwane Tere hazaro Kaha mai kisi se Kam chahta hoon Mohabbat ki nazre Karam chahti hu Jagah tere dil mein Sanam chahti hu Honge deewane Tere hazaro Kaha mai kisi se Kam chahti hu
Tune to mujhpe Jadu kiya hai Jisne bhi dekha Pagal kaha hai Dubi hu itna Khyalo mein tere Jaha ki khabar hai Na khud ka pata hai Teri muskurahat Meri jindagi hai Sanam teri chahat Meri bandagi hai Kya mangu khuda Se tujhe pake aakhir Tuhi mera dil hai Tuhi dillagi hai Tuhi mera dil hai Tuhi dillagi hai Koi kya kisi ko Chahega itna Jitna tujhe main Sanam chahti hoon Honge diwane Tere hazaro Kaha mai kisi se Kam chahti hu Mohabbat ki nazre Karam chahta hoon Jagah tere dil mein Sanam chahta hoon Honge deewane tere hazaro Kaha mai kisi se Kam chahta hoon.