pyaar hai ya saja, aai mere dil bata tootata kyon nahi dard ka silsila is pyaar mein hon kaise kaise imntihaan ye pyaar likhe kaisi kaisi dastaan ya rabba de de koi jaan bhi agar dilbar pe ho na, dilbar pe ho na koi asar ho ya rabba de de koi jaan bhi agar dilbar pe ho na, dilbar pe ho na koi asar pyaar hai ya saja, aai mere dil bata tootata kyon nahi dard ka silsila
kaisa hai safar wafa ki manjil ka na hai koi hal dilon ki mushkil ka dhadkan dhadkan bikhri ranjishein saansein saansein tooti bandishein kahi to har lamha honton pe fariyaad hai kisi ki duniya chaahat mein barbaad hai ya rabba de de koi jaan bhi agar dilbar pe ho na, dilbar pe ho na koi asar ho ya rabba de de koi jaan bhi agar dilbar pe ho na, dilbar pe ho na koi asar
koi na sune sisakati aanhon ko koi na dhare tadapati baahon ko aadhi aadhi puri khwaishein tooti footi sab farmaaishein kahin shak hain kahin nafrat ki deewaar hai kahin jeet mein bhi shamil palpal haar hain ya rabba de de koi jaan bhi agar dilbar pe ho na, dilbar pe ho na koi asar ho ya rabba de de koi jaan bhi agar dilbar pe ho na, dilbar pe ho na koi asar ho o o pyaar hai ya saja, aai mere dil bata tootata kyon nahi dard ka silsila ho o o o ho o o o na poocho dard bandon se hansi kaisi khushi kaisi musibat sar pe rehati hain kabhi kaisi kabhi kaisi ho o o o... rabba, rabba ho o o ho rabba ho o o, ho o ho rabba