hum dilwale sari duniya se nirale hum jaisa kaun hai hum dilwale sari duniya se nirale hum jaisa kaun hai
he kisi se hum kaha darte hai hawa se bate karte hai hum dost nahi hum bhai hai is daur ke hatim tai hai har ek gali yahi baat chali hum jaisa kaun hai hum dilwale sari duniya se nirale hum jaisa kaun hai
jo lute kamjoro ko hum luthte hai un choro ke hum sathi hai insano ke hum dushman hai shaithano ke dekhne wale dekhte rah gaye hum jaisa kaun hai hum dilwale sari duniya se nirale hum jaisa kaun hai
ek dil aur dard hazaro ka bankar paigam baharo ka jaha koi virana hai hume vaha pe phul khilana hai jo bhi dekhe hanme wo ye baat kahe hum jaisa kon hai hum dilwale sari duniya se nirale hum jaisa kaun hai hum dilwale sari duniya se nirale hum jaisa kaunhai