are re re are ha bhaiya ye kya bhul baliya re baba sahro me se sahar suna sahar calcutta gali gali bhul bhulaiya bhul gaya hum kho gaye desh me pardesi ho gaye sahro me se sahar suna sahar calcutta gali gali bhul bhulaiya bhul gaya hum kho gaye desh me pardesi ho gaye
naam ke sath me kaam ka bhaiya sang na dekha koi chau rangi bazar to dekha rang na dekha koi dekho kaise bhaage riksa wala banke gauda niche ganga, upar danga thoda brize hai lamba chouda samjhe bhaiya sahro me se sahar suna sahar calcutta gali gali bhul bhulaiya bhul gaya hum kho gaye ho desh me pardesi ho gaye re bandu desh me pardesi ho gaye
jaise gokul mathura kashi jaise gokul mathura kashi makhan chor ki bhumi aise neta ji bhumi ye tagore ki bhumi mil jhul ke sab jeena sikho jeevan khel tamasha ek hamara desh hai chahe bolo koi bhasha sahro me se sahar suna sahar calcutta gali gali bhul bhulaiya bhul gaya hum kho gaye ho desh me pardesi ho gaye hum u desh me pardesi ho gaye
shyam bazar me sham bhai par shyam najar na aaye na radha bazar radha ke darshan paaye taali gunj me taali hai na baali gunj me baali lekin kaali gaat me dekhi mata kali sahro me se sahar suna sahar calcutta gali gali bhul gaya hum kho gaye ho desh me pardesi ho gaye o bandu desh me pardesi ho gaye