Сердце, не перестающее биться Dil Ne Jise Apna Kaha 2004 Jaane Bahara
Jane bahara jane tamanna Mehka diya aashiya Jane bahara jane tamanna Mehka diya aashiya Aankho me jo sapne the Mere tumne rang diya Tum pe hai aakar rukti Hain sab meri khushiya Teri khushi me hi basti Hain meri yeh duniya Yu haste gate muskurate Gujre hain jo pal Aaye kal bhi laut kar Arey chhodo kyo kal kaa Soche kal ki bate kal Aaj ji le jhumkar jane bahara jane Tamanna mehka diya aashiya
Kismat ko meri tumne Mohabbat se kiya roshan Roshan hain tere dam se Mera mann yeh jivan Jivan ke imtihan me Sehra me gulsita me saya Banke rahungi o piya Jane bahara jane tamanna Mehka diya aashiya Aankho me jo sapne the Mere tumne rang diya
Ek tohfa jara yu do Tum jaisi murat ho Murat ho magar jiski Tum jaisi surat ho Chanda ya chandni ho Sagar ho ya nadi ho Hongi apni hi woh nishaniya Jane bahara jane tamanna Mehka diya aashiya Aankho me jo sapne the Mere tumne rang diya Yu haste gate muskurate Gujre hain jo pal Aaye kal bhi laut kar arey Chhodo kyo kal kaa soche Kal ki bate kal aaj ji le jhumkar Jane bahara jane tamanna Mehka diya aashiya.