Самрат Samraat 1982 Meri Patli Kamar Men Hath Dal De
Mohabbat nahi ki toh phir kya karega Kawaara jiyega kawaara marega Dil se duniya ke darr ko nikaal de Meri patali kamar mein haath daal de Dil se duniya ke darr ko nikaal de Meri patali kamar mein haath daal de Baaki sab apane aap ho jaayega Baaki sab apane aap ho jaayega Baaki sab apane aap ho jaayega Baaki sab apane aap ho jaayega
Pehala sabak sikh le pyaar ka Pehale mujhase aankhein mila Pehale mujhase aankhein mila Do chaar namkin baaton ke baad Phir apani palakon pe mujhako bitha Phir apani palakon pe mujhako bitha Palakon pe bithaake mere dil ko jara sa uchhaal de Meri patali kamar mein haath daal de Baaki sab apane aap ho jaayega Baaki sab apane aap ho jaayega
Aanchal mera iss tarah thaaam le Phir yuun tadap ke mera naam le Aanchal mera iss tarah thaaam le Phir yuun tadap ke mera naam le Khulake meri jhuti taarif kar Kuchh shaayari se bhi tu kaam le Kuchh shaayari se bhi tu kaam le Meri har ada ki khubsurat si koyi misaal de Meri patali kamar mein haath daal de Baaki sab apane aap ho jaayega Baaki sab apane aap ho jaayega
Ai khubsurat hasin dilruba Ai khubsurat hasin dilruba Bas dil lagaana mujhe aa gaya Abb isase aage ki kuchh baat kar Jo kuchh kahaan hai woh kar ke dikha, woh kar ke dikha Haath abb chhudaake sirf baaton se mujhako na daal de Meri patali kamar mein haath daal de Dil se duniya ke darr ko nikaal de Meri patali kamar mein haath daal de Baaki sab apane aap ho jaayega……