Hai bada anadi rabba Isko samjhana Hai bada anadi rabba Hai bada anadi rabba Isko samjhana Ishq mein hai dooba koi Isko bachana Meri jawaani ka nishana ho gaya Munda gora rang dekh ke Deewana ho gaya Haan munda gora rang dekh ke Deewana ho gaya
Hosh mein kho gaya hain Ab hosh mein na laana Aa meri diljaani mujhse Aankh toh milana Teri jawaani ka nishana ho gaya Munda gora rang dekh ke Deewana ho gaya Ho munda gora rang dekh ke Deewana ho gaya
Jahaan jahaan jaati hoon main Wahaan wahaan aata hain Sapne sajata mere Nakhre uthata hain Yeh toh paagal ho gaya hain Yeh toh paagal ho gaya hain Raaton ko jagata hain Kaise main bataun main Kaise kaise ye satata hain Mushkil se toh samjhana ho gaya Munda gora rang dekh ke Deewana ho gaya Haan munda gora rang dekh ke Deewana ho gaya Munda gora rang dekh ke Deewana ho gaya Ho munda gora rang dekh ke Deewana ho gaya
Chhune de chhune de Tere gore gore gaalon ko Aa jaa main sanwaroon Tere kaale kaale baalon ko Mera dil toh kho gaya hain Mera dil toh kho gaya hain Tere hi khayaalon mein Aayi hain pyar ki bahar gayi saalo me Shamma ko dekho parwana ho gaya Munda gora rang dekh ke Deewana ho gaya Ho munda gora rang dekh ke Deewana ho gaya
Hai bada anadi rabba Isko samjhana Ishq mein hai dooba koi Isko bachana Ho meri jawaani ka nishana ho gaya Munda gora rang dekh ke Deewana ho gaya Haan munda gora rang dekh ke Deewana ho gaya
Munda gora rang dekh ke Deewana ho gaya Haan munda gora rang dekh ke Deewana ho gaya