Долг жизни Udhaar Ki Zindagi, 1994 Humne To Lee Hai Kasam
Hum ne to lee hai kasam Daman na chhodenge hum Hum ne to lee hai kasam Daman na chhodenge hum Tere liye zane wafa lenge Hazaro zanam
Hum ne to lee hai kasam Daman na chodenge hum Hum ne to lee hai kasam Daman na chodenge hum Tere liye zane wafa lenge Hazaro zanam
Hum ne to lee hai kasam Daman na chhodenge hum Hum ne to lee hai kasam Daman na chhodenge hum Is pyaar ki Is preet ki ganga hamesha bahe Hai yeh dua jodi teri yuhi Salamat rahe
Humne to pyaar kiya hai Wada so baar kiya hai Humne to pyaar kiya hai Wada so baar kiya hai Khana kissi ka kabhi bhi na maane Dil ki lagi ko deewane hi jane Tere bina ab chain aaye kahi na Ab to hume hai mohbbat mein jina Chaiye khushi chaiye ho gum Hogi yeh chahat na yeh kam
Hum ne to lee hai kasam Daman na chodenge hum Hum ne to lee hai kasam Daman na chhodenge hum Aashiq bane shaadi hui Fir ban gaye mummy papa Dada bane dadi bane Par aaya na inpe budapa
Darde dil dard jigar ka Yeh nata sari umar ka Darde dil dard jigar ka Yeh nata sari umar ka Sang chalegi teri meri saanse Saath gujarenge din ho ya raate Milke likhenge wafa ki kahani Yu hi kategi hansi zindgani Honge juda kaise bhala Hia jab talak dam mein dam
Hum ne to lee hai kasam Daman na chhodenge hum Hum ne to lee hai kasam Daman na chhodenge hum Tere liye zane wafa lenge Hazaro zanam
Hum ne to lee hai kasam Daman na chhodenge hum Hum ne to lee hai kasam Daman na chhodenge hum.