Мы с тобой Hum Dono, 1995 Ek Ladki Hai Deewani Si
Ek ladki hai deewani si us ladki Pe main marta hoon Ek ladki hai deewani si us ladki Pe main marta hoon Jo dekhu to sharmati hai Is adaa se mohobat main karta Hu ek ladka hai anjana sa Us ladke pe main marti hoon Ek ladka hai anjana sa Us ladke pe main marti hoon Jo dekhu to ghabrata hai is Ada se mohobat main karti hoon Ek ladki hai deewani si us ladki Pe main marta hoon
Dil mein tamanna jaga ke chori Se palke jhukana usne to pehli Nazar mein mujhko banaya diwana Dil mein tamanna jaga ke chori Se palke jhukana usne to pehli Nazar mein mujhko banaya deewana Uske bina kaise rahu kehna hai Jo kaise kahu kuch bhi batane se darti hoon Ek ladka hai anjana sa Us ladke pe main marti hoon Ek ladki hai deewani si us ladki Pe main marta hoon
Ab to yahi arzoo hai uspe Wafaye luta du sanso mein Usko basa ke dono jaha ko bhula doon Ab to yahi arzoo hai uspe Wafaye luta du sanso mein Usko basa ke dono jaha ko bhula doon Neende meri le ke gayi Darde jigar de ke gayi Din rat aanahe main bharta hoon Ek ladka hai anjana sa Us ladke pe main marti hoon Ek ladki hai deewani si us ladki Pe main marta hoon Jo dekhu to ghabrata hai is Ada se mohobat main karti hoon Ek ladki hai deewani si us ladki Pe main marta hoon Ek ladka hai anjana sa Us ladke pe main marti hoon.