Парень в темных очках Vijaypath, 1994 Sagar Sang Kinare Hai
Sagar sang kinaare hain Phoolon sang bahaare hain Sagar sang kinaare hain Phoolon sang bahaare hain Aise hi tum mere ho aur Hum tumhaare hain Haan hum tumhaare hain Sagar sang kinaare hain Phoolon sang bahaare hain Sagar sang kinaare hain Phoolon sang bahaare hain Aise hi tum mere ho Aur hum tumhaare hain Haan hum tumhaare hain
Dil jo hamaara tha kal Tak kyon ye kisika hone laga Kisake tassabur mein Din rain ab ye dil khone laga Pehali nazar ke pehale Pyaar ka dekho hak ada karana Meri kasaam hain tumako sanam Dil se na juda karana Dil se na juda karana Hum tum dono sang rahenge Jaise chaand taare hain Hum tum dono sang rahenge Jaise chaand taare hain I promise tum mere ho Aur hum tumhaare hain, Haan hum tumhaare hain
Hum hain tum ho aur Ye dekho rang birangi waadi hain Baarish ke thande mausam Mein aur bhi aag lagadi hain Darr lagata hain in baaton se Rehana door jaroori hain Tan man jab tak dono milena Pyaar ki pyaas adhuri hain Pyaar ki pyaas adhuri hain Pyaar ki bazi mein rab jaane Kya jeete kya haare hain Pyaar ki bazi mein rab jaane Kya jeete kya haare hain Ye jaanam tum mere ho Aur hum tumhaare hain, Haan hum tumhaare hain Sagar sang kinaare hain Phoolon sang bahaare hain Aise hi tum mere ho Aur hum tumhaare hain , Haan hum tumhaare hain.