Долг жизни Udhaar Ki Zindagi, 1994 Main Bhi Chup Hoon
Main bhi chup hoon Tum bhi chup ho Par do naina bol rahe hai Main bhi chup hoon Tum bhi chup ho Par do naina bol rahe hai
Bhaid chupaya jo bhi humne Pagal naina khol rahe hai Main bhi chup hoon Tum bhi chup ho Par do naina bol rahe hai Bhaid chupaya jo bhi humne Pagal naina khol rahe hai
Main bhi chup hoon Tum bhi chup ho Par do naina bol rahe hai
Kon samajhe kon jane Haal hum deewano ka Na ruka hai Na rukega silsila afsano ka Kon samajhe kon jane Haal hum deewano ka Na ruka hai Na rukega silsila afsano ka Kya hua kaisse bolu Kyu nazare badle hai Dekhudi si chai hai Yu ishare badle hai Khule gagan ke niche dekho Khule gagan ke niche dekho Mann ke panchi dool rahe hai
Main bhi chup hoon Tum bhi chup ho Par do naina bol rahe hai Main bhi chup hoon Tum bhi chup ho Par do naina bol rahe hai Main bhi chup hoon Tum bhi chup ho Par do naina bol rahe hai Mai bhi chup hoon Tum bhi chup ho Par do naina bol rahe hai
Baat vo dil mein chupi thi Hum nahi batlate the Chain na tha ek pal bhi Roz milne aate the Baat wo dil mein chupi thi Hum nahi batlate the Chain na tha ek pal bhi Roz milne aate the Yaad tumhari aati thi Jab akele rahte the Bekrari rhati thi Raat bhar na sote the Dil ke sapne is dhadkan mein Dil ke sapne is dhadkan mein Rang wafa ke ghol rahe hai
Main bhi chup hoon Tum bhi chup ho Par do naina bol rahe hai Main bhi chup hoon Tum bhi chup ho Par do naina bol rahe hai Main bhi chup hoon Tum bhi chup ho Par do naina bol rahe hai Main bhi chup hoon Tum bhi chup ho Par do naina bol rahe hai
Bhaid chupaya jo bhi humne Pagal naina khol rahe hai
Main bhi chup hoon Main bhi chup hoon Tum bhi chup ho Tum bhi chup ho Par do naina par do naina Bol rahe hai, bol rahe hai.