Kash kahin aisa hota ke do dil hote sene mein E kash kahin aisa hota ke do dil hote sene mein
Ek toot bhi jaata ishq mein tho Ek toot bhi jaata ishq mein tho Takleef naa hoti jeene mein Takleef naa hoti jeene mein E kash kahin aisa hota ke do dil hote sene mein
Sach kehete hai, Sach kehete hai log ke pikar rang nasha ban jaata hai Koi bhi ho rog yeh dil ka dard dawaa ban jaata hai Aag lagi ho is dil mein tho Aag lagi ho is dil mein tho Harz hai kya phir pine mein Harz hai kya phir pine mein
E kash kahin aisa hota ke do dil hote sene mein Ek toot bhi jaata ishq mein tho Ek toot bhi jaata ishq mein tho Takleef naa hoti jeene mein Takleef naa hoti jeene mein E kash kahin aisa hota ke do dil hote sene mein
Bhool nahin saktha yeh sadama yaad hamesha aayega Kisi ne aisa dard diya tho barso mujhe tadapayega Bhar nahin sakte zakhm yeh dil ke Bhar nahin sakte zakhm yeh dil ke Koi saal mahine mein Koi saal mahine mein
E kash kahin aisa hota ke do dil hote sene mein Ek toot bhi jaata ishq mein tho Ek toot bhi jaata ishq mein tho Takleef naa hoti jeene mein Takleef naa hoti jeene mein E kash kahin aisa hota ke do dil hote sene mein.