Ты в моем сердце Ankhon Mein Tum Ho, 1997 Maine Sawan Se Kaha
Maine saawan se kaha Dil ki aag tu bhuja Saawan ne kaha Chupke se jal jaa Maine baadal se kaha Dil ki aag tu bhuja Baadal ne kaha tu Pagal hai tu kya Maine saawan se kaha Dil ki aag tu bhuja Saawan ne kaha Chupke se jal jaa Maine baadal se kaha Dil ki aag tu bhuja Baadal ne kaha tu Pagal hai tu kya
Saawan ke bas ki baat nahi Baadal ke bas ka kaam nahi Iss rog ki koi dawa nahi Iss dard ka koi naam nahi Maine jaam se kaha Mujhko jalne se bacha To jaam ne kaha le aag pee jaa Maine saawan se kaha Dil ki aag tu bhuja Saawan ne kaha Chupke se jal jaa
Mujhko peene ka saukh nahi Yeh dil ki lagi bujani hai Aankhon mein kitne aansu hai Saagar mein kitna paani hai Maine saagar se kaha Meri pyas tu bhuja Saagar ne kaha Dub ke mar jaa Maine saawan se kaha Dil ki aag tu bhuja Saawan ne kaha Chupke se jal jaa
Jis roj ye mera dil tuta Us roj badi barsat hui Barso mein us harjai se Ek din jo meri mulakat hui Maine us se ye kaha Meri kya hai khata To usne kaha Tune pyar hai kiya Maine saawan se kaha Dil ki aag tu bhuja Saawan ne kaha Chupke se jal jaa Maine baadal se kaha Dil ki aag tu bhuja Baadal ne kaha tu Pagal hai tu kya.