Чужой среди своих Kaante, 2002 Maut-(Muskurahat.Com)
Dil ki dhadkan hai ya goliyon ka shor hai Faasle ho jaaye na nazdeek Aa jaa mila le dil jala le Zindagi ko na jaane milegi yeh naseeb Dil mein to chain nahin, rahe nahin, sahe nahin Yeh sawaal to khaayi jaaye Jeena to maut na jaane kab aayega Kise bulaake yeh kise le jaayega
Maut, jeene ke liye zaroori hai yeh Maut, kaise ban gayi majboori hai yeh Maut, lamhe ruk jaate jab yeh aati Maut, saanson ko baahon mein leke jaati Zinda hoke mar gaya, main marke zinda ho gaya Dil ki dhadkan mein yeh zindagi ka shor hai Dil manaate yeh shaq hai abhi Har sawaal jawaab ka fizool hai Yeh khayaal to kar le koi Jeena dusaar hai, pyaar hai, yaar hai Mardon ko yeh do raahein dikhaaye Jeena to jeena hai, marna hai to marna hai Jis ka waqt aaya hai usi ko chal jaana hai
Maut, sirf raahein badal jaate hai Maut, naye daur khul jaate hai Maut, lena dena tab pata chalta hai Maut, kamaai ka hajara milta hai Bekhabar hai, sawaal yeh nishaan hai Mil jaaye jo voh hai naseeb Jeena toofaani hai, baaqi sab bayaani hai Jhooth leke jaati hai zindagi Mera bulaava hai, yeh zindagi ka daava hai Mujhe bulaaye yeh tujhe bhi bulaaye Banke hawa muskuraaye
Meri maut, teri maut, iski uski sab ki bas Maut, jeene ke liye zaroori hai yeh Maut, kaise ban gayi majboori hai yeh Maut, lamhe ruk jaate jab yeh aati Maut, saanson ko baahon mein leke jaati Maut, sirf raahein badal jaate hai Maut, naye daur khul jaate hai Maut, lena dena tab pata chalta hai Maut, kamaai ka hajara milta hai Maut.