(sar se sarke sarke chunariya laaj bhari ankhiyon mein ho maiyya gaaye sajan kehna hoke magan gaake sakhiyon mein) - 2 nainon mein neendiya neendiya mein sapane sapanon mein saajan jab se basa hai bahaaren aayi jeevan mein nayi hulchul hai tanman mein ek roop basa hai ankhiyon mein ho ho sar se sarke sarke chunariya laaj bhari ankhiyon mein kuchh lamhe jeevan ke churale saanson ki yeh aag bujha le duniya se duur kahi duniya basa le jab se mili hai tujhse nigaahen jaadu yeh kaisa mujh pe hua ke dil jab tanha lagta hai mujhe kuchh aaisa lagta hai tu jhaank raha hai ankhiyon mein sar se sarke sarke chunariya laaj bhari ankhiyon mein aaj ka har ek pal sundar hain kal kya ho kisko yeh khabar hai lamba safar zindagi mukhtasar hai darr lag raha hai kya jaane kya ho dil tujhko maine jabse diya udi hai neende aankhon se teri aaisi hi baaton se badnaam hui hu sakhiyon mein sar se sarke sarke chunariya laaj bhari ankhiyon mein ho maiyya gaaye sajan kehna hoke magan gaake sakhiyon mein nainon mein neendiya neendiya mein sapane sapanon mein saajan jab se basa hai bahaaren aayi jeevan mein nayi hulchul hai tanman mein ek roop basa hai ankhiyon mein ho ho sar se sarke sarke chunariya laaj bhari ankhiyon mein taaron se yeh maang sajadu hothon pe ek phool khiladu tere liye saari duniya bhula du mehkega sara gulshan humara dil ka sahara baahen teri hogi khushi se hari bhari hogi yeh duniya teri meri hogi (sar se sarke sarke chunariya laaj bhari ankhiyon mein ho maiyya gaaye sajan kehna hoke magan gaake sakhiyon mein) - 2