Murali manohar mohana muraari Har ek roop mein teri leela nyaari Murali manohar mohana muraari Har ek roop mein teri leela nyaari
Kahin tuti ho jo maakhan ki gagari To khoje kanahiya yashoda ki nagari Kahin tuti ho jo maakhan ki gagari To khoje kanahiya yashoda ki nagari Yun to hain woh saare jag ka vidhata Jo maakhan pe aaye na chhode muraari Murali manohar mohana muraari Har ek roop mein teri leela nyaari
Sakha sang hoto hain chanchal kanahiya Hain natakhat bada hi woh bansi bajaiyaa Sakha sang hoto hain chanchal kanahiya Hain natakhat bada hi woh bansi bajaiyaa Chhede hain jab bhi bhi vraj gopi o ko To mohe sakhiyon ko giridhar muraari Murali manohar mohana muraari Har ek roop mein teri leela nyaari
Kanahiya ke jaisa dayaalu….. Kanahiya ke jaisa dayaalu sakha bhi Hriday mein samaye na peeda paraayi Tatpar sadda hi hunar ki madad ko Ke adabhut hain teri leela muraari.