Враг любви Любовь и ненависть Dushman Duniya Ka 1996 Bakrewale Baba
bakre wala ye baba hidayat kare bakre wala ye baba hidayat kare jhadu khane me aana buri bat hai buri bat hai aa gaye to baitho ghadi do ghadi aake yu laut jana buri bat hai bakre wala ye baba hidayat kare bakre wala ye baba hidayat kare jhadu khane me aana buri bat hai bakre wala
jhandu khane se aayi hai taja khabar aaj taja khabar taja khabar jhandu khane se aayi hai taja khabar ab na apas me jhagda karenge basar jis khabar me koi dam na ho wo khabar jis khabar me koi dam na ho wo khabar dum lagake udana buri bat hai bakre wala ye baba hidayat kare
barabar pio hum barabar pilaye na tum baj aao na hum baj aaye barabar pio hum barabar pilaye na tum baj aao na hum baj aaye nasha koi bhi nahi aisa is jamane me ke jo nasib na ho mere jhandu khane me bakre wala ye baba to mashur hai are pine wala bhi adat se majbur hai tum ko lat oji punjab ime lat laat ko bolte hai lekin is lat ka matlab ha iadat yahi bakre wala baba ka kalam hai tumko lat pad gayi hai to ye lai kisi tumko lat pad gayi hai to ye lai kisi dusre ko lagana buri bat hai bakre wala ye baba hidayat kare
hoge gumrah to gum tum bhi ho jaoge hoge gumrah to gum tum bhi ho jaoge jhandu pike andhe hoke so jaoge jhandu pike andhe hoke so jaoge jhandu khane ko koi apna ghar jankar jhandu khane ko koi apna ghar jankar apne ghar ko na jana buri bat hai bakre wala ye baba hidayat kare
hai konsa daman jo dagdar nahi hai konsa daman jo dagdar nahi hai kaun jispe koi bhi nasha sawar nahi hai kaun jispe koi bhi nasha sawar nahi das ki misri waste thoda sa lijiye
thoda lete ho lo taurbe ke liye thoda lete ho lo taurbe ke liye warna pina pilana buri bat hai bakre wala ye baba hidayat kare
goli par goli bnasha ban gayi jo li dusri to maja ban gayi jo li tisri to saja ban gayi ye goli pe goli kaza ban gayi ye goli pe goli kaza ban gayi ye goli pe goli kaza ban gayi ye goli pe goli kaza ban gayi
maut ke hath me saup kar jindagi maut ke hath me saup kar jindagi jindagi ka manana buri bat hai bakre wala ye baba hidayat kare
abhi umar hai kam masum hai ye itna na pila ke ye aa na sake aa jaye to inko aise fasa kahi dur na ye ja sake
bakre wala ye baba hidayat kare jhadu khane me aana buri bat hai buri bat hai aa gaye to baitho ghadi do ghadi aake yu laut jana buri bat hai bakre wala ye baba hidayat kare
ye to meri nasihat thi or agar tum log nah imanoge to phir mera dawa suno bakre wale baba ka dawa suno gaur se suno kabhi tumko rakhunga makhi bnanakar kabhi udaunga machhar banakar yahi par gutar gu karoge rakhunga mai tumko kabutar banakar ye hai mere dawa ho mere dawa bakre wala baba ho tera dawa ye hai mere dawa ho mere dawa bakre wala baba ho tera dawa
are achhe khase ko bimar kar du tujhe jindagi bhar ko bekar kar du are bujurgo ne jo jindagi ki dua di wo rah jayegi dhari ki dhari ye hai mere dawa ho mere dawa bakre wala baba ho tera dawa ye hai mere dawa ho mere dawa bakre wala baba ho tera dawa
baitha rahega jaise ullu ho kath ka aye ga mere ghar ka rahega na ghat ka ye hai mere dawa ho mere dawa bakre wala baba ho tera dawa ye hai mere dawa ho mere dawa bakre wala baba ho tera dawa
mod kar muh jamane ki raftar se are jindagiaa mere sath chhod de tujhko itna jahrila bana dunga mai saap ko kat le saap dum tod de