Aaja parayi hokar behna Jaye piya ke desh Aaja parayi hokar behna Jaye piya ke desh Door akela roye bhai Door akela roye bhai Dil pe laage thes Aaja parayi hokar behna Jaye piya ke desh
Bachpan beeta saath mein khele Saavan mein sang jhula jhule Raakhi baandhi raakhi ke din Kaise katenge mere din ab tere bin Yaad teri aati hain mujhko Yaad teri aati hain mujhko Dil pe laage thes Aaja parayi hokar behna Jaye piya ke desh
Jis behna ko dulhan bana ke Ik bhaai ne vidda kiya Zhaalim waqt ne usse hi Marne pe majhboor kiya Itani jhaldi ek bhaai se Behna ka aanchal chhut gaya Cheeta jhala kar Cheeta jhala kar apni behenki Bhai ka dil tut gaya Bhai ka dil tut gaya
Aye duniya ke maalik Jo chahein saja de Khata kyaa hain meri Bas itana batta de In jhulmo sitam ko Main ab na sahunga Sabhi dushmano ko Mitta ke rahunga
Aye nani si jaan padi hain Aaj sadak par laawarish Koi nahi hain iss ka apna Koi nahi iss ka waarish Iss nani si jaan ki kyaa hain Khata koi batlaye to Iss ke muqadaar mein kyaa likha hain Koi mujhe samjhaye to Koi mujhe samjhaye to.