Mujrim na kahna mujhe logo Mujrim to sara jamana hai Mujrim na kahna mujhe logo Mujrim to sara jamana hai Pakda gaya wo chor hai Jo bach gaya wo sayana hai Mujrim na kahna mujhe logo Mujrim to sara jamana hai Pakda gaya wo chor hai Jo bach gaya wo sayana hai Mujrim na kahna mujhe logo Mujrim to sara jamana hai
Jis umar me chhiye maa ka aachal Mujhko salakhe mili Dhandhe ke hatho me pustak ke badle Hathkadiya dali kayi Bachpan hi jab thane me bita Jawani ka fir kya thikana hai Mujrim na kahna mujhe logo Mujrim to sara jamana hai
Mai tha pasina bahane ko razi Roti na fir bhi mili Maine sarafat se jina chaha Thoakr pe thokar lagi Mai tha pasina bahane ko razi Roti na fir bhi mili Maine sarafat se jina chaha Thoakr pe thokar lagi Kaise bhi ho pet ki aag hai ye Pet ki aag ko bujhana hai Mujrim na kahna mujhe logo Mujrim to sara jamana hai
Papo ki basti me kaise rahega Banke koi devta Jiwan ke sangram me sab munasif Kya hai bhala kya hai bura Insan lekin kabhi ye na bhule Bhagwan ke ghar bhi jana hai Mujrim na kahna mujhe logo Mujrim to sara jamana hai Pakda gaya wo chor hai Jo bach gaya wo sayana hai Mujrim na kahna mujhe logo Mujrim to sara jamana hai.