Цветок и пламя Phool Aur Angaar, 1993 Phool Ye Angaar Ban Gaya
Phool ye angaar ban gaya Phool ye angaar ban gaya Phool ye angaar ban gaya Phool ye angaar ban gaya Ye haalaat se ek shabanam ka katra Ye haalaat se ek shabanam ka katra Aag ki bouchhar ban gaya Phool ye angaar ban gaya Phool ye angaar ban gaya Phool ye angaar ban gaya Phool ye angaar ban gaya
Hai kaanun andha adaalat hai behari Hai jhutee yaha har gawaahee Ke jisne sharafat shikhaayee Usikee sharafat pe tohamat hai aayee Kitaabo kalaam ilm kaa haath dekho Kitaabo kalaam ilm kaa haath dekho Kaise talwaar ban gaya Phool ye angaar ban gaya Phool ye angaar ban gaya Phool ye angaar ban gaya Phool ye angaar ban gaya
Chita jal rahee hain behan kee Abhee tak mere dil kee geharaayiyo me O meree behan hai teraa khun shaamil Mere gum kee chingaariyo me Tere har gunehgaar ke waaste mai Tere har gunehgaar ke waaste mai Khun kee kataar ban gaya Phool ye angaar ban gaya Phool ye angaar ban gaya Phool ye angaar ban gaya Phool ye angaar ban gaya.