Mere Do Anmol Ratan 1998 Tanha Koi Nahin - www.hotmentos.com
Tanha main akeli Jee rahi thi subhaa tak Mujhe ehsaas jiska kuchh Bhi nahin thaa subha tak Nahin is sune dil mein Koi nahin thaa subha tak Nagma hotho pe mere Koi nahin thaa subha tak Koi hai banke jo Saya sang hota hai Daaman se mere lipatta hai Khamoshi mein kuchh kehta hai Koi hai banke jo saya sang hota hai Daaman se mere lipatta hai Khamoshi mein kuchh kehta hai Tanha main akeli Jee rahi thi subhaa tak Mujhe ehsaas jiska kuchh Bhi nahin thaa subha tak
Pehroo katenge khayaalo Mein kisi ke ab shayad Chhup chhup kab chhup Hum bhi rahenge ab shayad Khidaki se lagke raate Ye katengi ab shayad Neende humaari dushman Banegi ab shayad Umang aisi toh dil mein Jaagi nahi thi subha tak Tarang yun tan badan mein Uthi nahin thi subha tak Nahin iss sune dil mein Koi nahi thaa subha tak Nagma hotho pe mere Koi nahin thaa subha tak Koi hai banke jo saya sang hota hai Daaman se mere lipatta hai Khamoshi mein kuchh kehta hai Koi hai banke jo saya sang hota hai Daaman se mere lipatta hai Khamoshi mein kuchh kehta hai
Shyad umar woh Kehti hai jisko jawaani sab Aayi hai mujhpe Mehsoos hone lagahai ab Anjaani raahe pahechaani Lagne lagi hai ab Begaani surat Apni si lagne lagi hai ab Rishta naya kisi se dil ka Nahin tha subaha tak Jubaan par kisi ka naam Nahin thaa subaha tak Nahin is sune dil mein koi Nahin thaa subaha tak Nagama hotho pe mere koi Nahin thaa subaha tak Koi hai banke jo saya sang hota hai Daaman se mere lipatta hai Khamoshi mein kuchh kehta hai Koi hai banke jo saya sang hota hai Daaman se mere lipatta hai Khamoshi mein kuchh kehta hai Tanha main akeli jee rahi thi subhaa tak Mujhe ehsaas jiska kuchh Bhi nahin thaa subha tak.