Aye Dil Dil Ki Duniya Mein
Here is the song 'Aye Dil Dil Ki Duniya Mein' from movie 'Yaadein'.
--FEMALE--
Aah, aah, aah, aah aah
Aah aah, aah
(Aye dil, dil ki duniya mein
Oh heart, in the heart's world
Aisa haal bhi hota hai
This is the condition
Baahar koi hansta hai
Outside someone is laughing
Andar koi rota hai) - 2
Inside someone is crying
Aye dil, koi pehchaana nahin
Oh heart, no one has recognized
Kisi ne yeh maana nahin
No one has believed this
Kisi ne yeh jaana nahin
No one has learned this
Kisi ko bataana nahin
You are not to show anyone
Dard chhupa hai kahan
Where your pain is hidden
Aye dil, dil ki duniya mein
Oh heart, in the heart's world
Aisa haal bhi hota hai
This is the condition
Baahar koi hansta hai
Outside someone is laughing
Andar koi rota hai
Inside someone is crying
--MALE--
O, hey, eh
Tune mujhse vafaa nahin ki
You have not been faithful to me
Tujhko kaise vafaa milegi
How would you receive faithfulness?
Tune mujhko dard diya hai
You have given me pain
Tujhko kaise davaa milegi
How would you get its cure?
--FEMALE--
Seene mein uthte hai armaan aise
In my bosom such hopes are rising
Dariya mein aate hai toofan jaise
Just like a hurricane comes in a river
Kabhi kabhi khud hi maajhi
Sometimes the captain themself
Kashti ko dubota hai
Drowns a ship
Aye dil, dil ki duniya mein
Oh heart, in the heart's world
Aisa haal bhi hota hai
This is the condition
Baahar koi hansta hai
Outside someone is laughing
Andar koi rota hai
Inside someone is crying
--MALE--
Kaante chunkar tera daaman
Collecting all the thorns
Phoolon se main bhar jaaoonga
I will fill your embrace with flowers
Isse badi sazaa kya hogi
What will be a bigger punishment than this
Maaf tujhe main kar jaaoonga
I will forgive you
Aa, eh aah
--FEMALE--
Hogi kisi ko pehchaan kaise
How will someone recognize
Pyaar mein hote hain qurbaan kaise
What sacrifices there are in love
Humko yeh maaloom na tha
I did not know this
Pyaar bhi ek samjhauta hai
Love is also a compromise
Aye dil, dil ki duniya mein
Oh heart, in the heart's world
Aisa haal bhi hota hai
This is the condition
Baahar koi hansta hai
Outside someone is laughing
Andar koi rota hai
Inside someone is crying
Aye dil, koi pehchaana nahin
Oh heart, no one has recognized
Kisi ne yeh maana nahin
No one has believed this
Kisi ne yeh jaana nahin
No one has learned this
Kisi ko bataana nahin
You are not to show anyone
Dard chhupa hai kahan
Where your pain is hidden
--MALE--
(Aye dil, dil ki duniya mein
Oh heart, in the heart's world
Aisa haal bhi hota hai
This is the condition
Baahar koi hansta hai
Outside someone is laughing
Andar koi rota hai) - 2
Inside someone is crying
http://vkontakte.ru/id203339
Обманутые надежды / Pardes (1997) еще тексты
Другие названия этого текста
- SRK - 6 (0)
- -► - Ae Dil Dil Ki Duniya Mein | bad-bhttp://vk.com/zulya_jonam (0)
- dusinka)** - Ae Dil Dil Ki Duniya Mein | bad-b (0)
- индия Из к/ф Обманутые надежды - ► - Ae Dil Dil Ki Duniya Mein | bad-b (0)
- Обманутые надежды / Pardes (1997) - Ae Dil Dil Ki Duniya Mein | bad-b (0)
Оценка текста
Статистика страницы на pesni.guru ▼
Просмотров сегодня: 1