Сердце, не перестающее биться Dil Ne Jise Apna Kaha 2004 Zindagi Hai Dua
Zindagi hain duwa rab ki ada Kehke shukriya ji lo naa Layi the ji kya le jaye bhi kya Kehke shukriya ji lo naa Zindagi hain duwa rab ki ada Kehke shukriya ji lo naa Layi the ji kya le jaye bhi kya Kehke shukriya ji lo naa
Rangin hain kabhi berangin hain Kabhi kabhi toh haste Haste aankh bhar aaye Banti hain bigadti hain Chalte chalte kutch yeh sikhaye Hain hasin yeh lamhe Yu mile hain lamhe Aaise waise yu hi kahi dekho Kabhi bewajah ham naa gawaye Hain hasin yeh lamhe Yu mile hain lamhe Aaise waise yu hi kahi dekho Kabhi bewajah ham naa gawaye Zindagi hain duwa rab ki ada Kehke shukriya ji lo naa Layi the ji kya le jaye bhi kya Kehke shukriya ji lo naa
Arman si saji yeh dulhan hain Ise ham tanhayi me kaise phir bitaye Khwabo ko jagake aankho me Ummido kaa anchal ham udaye Pal pal me dhali halchal me chali Doobi doobi khoyi khoyi jagi Jagi soyi soyi gujri jaye Pal pal me dhali halchal me chali Doobi doobi khoyi khoyi jagi Jagi soyi soyi gujri jaye Zindagi hain duwa rab ki ada Kehke shukriya ji lo naa Layi the ji kya le jaye bhi kya Kehke shukriya ji lo naa Zindagi zindagi Zindagi hain duwa zindagi hain duwa Zindagi hain duwa zindagi hain duwa Zindagi hain duwa zindagi hain duwa.