Гуру Песен Популярное
А Б В Г Д Е Ж З И К Л М Н О П Р С Т У Ф Х Ц Ч Ш Э Ю Я
# A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z

♫ Приговор/Qayamat Se Qayamat Tak - Ae Mere Humsafar (Alka Yagnik, Udit Narayan) | Текст песни

--MALE--
Ae mere humsafar, ek zara intezaar
Sun sadaayein de rahi hain manzil pyaar ki
Ae mere humsafar, ek zara intezaar
Sun sadaayein de rahi hain manzil pyaar ki

Ab hai judaai ka mausam, do pal ka mehmaan
Kaise naa jaayega andhera, kyoon naa thamega toofan

--FEMALE--
Ab hai judaai ka mausam, do pal ka mehmaan
Kaise naa jaayega andhera, kyoon naa thamega toofan
Kaise naa milegi manzil pyaar ki
Ae mere humsafar, ek zara intezaar
Sun sadaayein de rahi hain manzil pyaar ki

Pyaar ne jahan pe rakha hai jhoomke kadam ek baar
Vahin se khula hai koi rasta, vahin se giri hai deewaar

--MALE--
Pyaar ne jahan pe rakha hai jhoom ke kadam ek baar
Vahin se khula hai koi rasta, vahin se giri hai deewaar
Roke kab ruki hai manzil pyaar ki

--FEMALE--
Ae mere humsafar, ek zara intezaar
Sun sadaayein de rahi hai manzil pyaar ki

--MALE--
Ae mere humsafar, ek zara intezaar
Sun sadaayein de rahi hai manzil pyaar ki

Другие названия этого текста
  • ♫ Приговор/Qayamat Se Qayamat Tak - Ae Mere Humsafar (Alka Yagnik, Udit Narayan) (1)
  • Qayamat Se Qayamat Tak - Ae Mere Humsafar (Alka Yagnik, Udit Narayan) (0)
Статистика страницы на pesni.guru ▼
Просмотров сегодня: 1
Популярное сейчас
Видео
Нет видео
-