Как три мушкетёра Jagir, 1984 Sab Ko Salaam Karte Hain
Sab ko salam karte hai Sabse kalam karte hai Dekho tamase kya kya Hum aaj sham karte hai Koi nahi jo kar sakta Hum vo kaam karte hai
Sab ko salam karte hai Sabse kalam karte hai Dekho tamase kya kya Hum aaj sham karte hai Koi nahi jo kar sakta Hum vo kaam karte hai
Sab ko salam karte hai
Hum hans ke jeete hai Hum hans ke marte hai Khali khuda hai vo hum jis se dharte hai Jis baat pe hum kissa tamam karte hai Sab ko salam karte hai
Chabhi hum rahte hai sare khajane ki Hum se khabar tum sun lo sare jamane ki Aanko hi aanko me hum Katale aam karte hai Sabko salam karte hai Sabko kalam karte hai Dekho tamase kya kya Hum aaj sham karte hai Koi nahi jo kar sakta Hum vo kaam karte hai.