mahandii laga ke rakhana Dolii saja ke rakhana mahandii laga ke rakhana Dolii saja ke rakhana lene tujhe o gorii aae.nge tere sajana mahandii laga ke rakhana Dolii saja ke rakhana lene tujhe o gorii aae.nge tere sajana
sehara saja ke rakhana chehara chhupa ke rakhanaa yeh dil kii baat apane dil me.n daba ke rakhana
sehara saja ke rakhana chehara chhupa ke rakhanaa maha.ndii laga ke rakhana Dolii saja ke rakhana
uD uDake terii zulfe.n kartii hai.n kya ishaare dil thaam ke khaDe hai.n aashik sab hii kavare.n chhup jaa’e saarii ku.Diyaa.N ghar me.n sharm ke mare gaon (gaa.Nv) me.n aa gaye hai.n paagal shahar ke saare nazare.n jhuka ke rakhana daaman bacha ke rakhana nazare.n jhuka ke rakhana daaman bacha ke rakhana lene tujhe o gorii aae.nge tere sajana maha.ndii laga ke rakhana Dolii saja ke rakhana sehara saja ke rakhana chehara chhupa ke rakhanaa
mai.n ek javaan laDaka tuu ek hasiin laDakii yeh dil machal gaya to mera kusuur kya hai rakhana tha dil pe kaabuu ye husn to hai jaaduu jaaduu ye chal gayaa to meraa kusuur kyaa hai rasta hamaara takanaa daravaaza khula rakhanaa rasta hamaara takanaa daravaaza khula rakhanaa lene tujhe o gorii, aae.nge tere sajanaa kuchh aur ab na kahana kuchh aur ab na karana kuchh aur ab na kahana kuchh aur ab na karana yeh dil kii baat apane dil me.n daba ke rakhana maha.ndii laga ke rakhana Dolii saja ke rakhana sehara saja ke rakhana chehara chhupa ke rakhanaa