Yeh pyar hai ek nasha zindagi ka Na pyar se bach saka dil kisi ka Hona hai hona hai pyar kabhi to hona hai Khona hai khona hai dil kabhi to khona hai Tadapna hai tarasna hai aakhir pyar to karna hai Yeh pyar hai ek nasha zindagi ka Na pyar se bach saka dil kisi ka
Band rehkar yeh zubaan karti hain baatein yahan Band rehkar yeh zubaan karti hain baatein yahan Haan badi hi mushkil se ratein kat ti hain yahan Band rehkar yeh zubaan karti hain baatein yahan Haan badi hi mushkil se ratein kat ti hain yahan Kya anjaam se darna hai aakhir pyaar to karna hai
Pyar mein hai mastiyaan mast ho jaa pyar mein Pyar mein hai mastiyaan mast ho jaa pyar mein Jo mazaa ikraar mein woh kahan inkaar mein Pyar mein hai mastiyaan mast ho jaa pyar mein Jo mazaa ikraar mein woh kahan inkaar mein Itna kyon zazakna hain aakhir pyaar to karna hai
Gard bhi mil jaaye to hai ganwara pyar mein Gard bhi mil jaaye to hai ganwara pyar mein Ek khushi ka aasmaan hai itne se ikraar mein Gard bhi mil jaaye to hai ganwara pyar mein Ek khushi ka aasmaan hai itne se ikraar mein Kyon phir aahe bharna hai aakhir pyaar to karna hai Yeh pyar hai ek nasha zindagi ka Na pyar se bach saka dil kisi ka Hona hai hona hai pyar kabhi to hona hai Khona hai khona hai dil kabhi to khona hai Tadapna hai tarasna hai aakhir pyar to karna hai.