Apne ruk se zara parda jo hataya humne Chaand sa chehra jo mehfil ko dikhaya hummne Kisi ki aankh jhuk gayi jhuk gayi jhuk gayi Kisi ki saas ruk gayi ruk gayi ruk gayi Kisi ki aankh jhuk gayi jhuk gayi jhuk gayi Kahin chilman sark gaya kisi ka dil dhadak gaya Kahin chilman sark gaya kisi ka dil dhadak gaya Hum aagaye mehfil mein aayega ab maza ab maza ab maza
Aage aage dehkiye hota hai kya Aage aage dehkiye hota hai kya Aage aage dehkiye hota hai kya Aage aage dehkiye hota hai kya Waah tera kya kehna are waah tera kya kehna Waah tera kya kehna waah waah tera kya kehna
Hum to woh hai jo nazaro ka pata dete hai Chaand taro ka sitrao ka pata dete hai Zid pe aajaye to sholo ko buja dete hai Hum to pani mein bhi ek aag laga dete hai Aise aashiq ko aise aashiq ko hum ungli pe nacha dete hai Sir karhte hi nahin karke dekha dete hai Tum ko is tarah mitaayenge nishaani na mile Tum ko aisi jaga mare jahan pani na mille Hum ko maasoom na samjho ke ham chalak bhi hai Jitne bhole hai utne hi khatarnak bhi hai
Are ifthadaye ishq hai rota hai kya rota hai kya Aage aage dekhiye hota hai kya Aage aage dekhiye hota hai kya Waah tera kya kehna are waah tera kya kehna Waah tera kya kehna waah waah tera kya kehna
Aise waise kaise kaise ho gaye kaise kaise aise waise ho gaye Mit gaye humko zamane se mitane wale Bujh gaye shama ke maneent bujhane wale Khaakh mein mil gaye khud khaakh banane wale Qatl khud ho gaye talwar dikhane wale Chamke sakta hai yeh jugnu ujala kar nahin sakte Uda ke khaakh suraj ko yeh andha kar nahin sakte To arz hai jo khud ko rahe wafa mein mita nahin sakte Kabhi woh manzile maksood pa nahin sakte Yeh char roz ki talwaar bandhne wale
Kabhi hawa mein mukafil mein aa nahin sakte Kabhi bhi aa nahin sakte Kabhi bhi aa nahin sakte Aahosh mein bekhabar sota hai kya sota hai kya Aage aage dekhiye hota hai kya Aage aage dehhiye hota hai kya
Khuda kare ki haseeno ke baap mar jaayein Khuda kare ki haseeno ke baap mar jaayein Aur hamare waste maidan saaf kar jaayein hak hai hak hai Waah tera kya kehna are waah tera kya kehna Waah tera kya kehna waah waah tera kya kehna
Oh jaaneman jaaneman jaaneman Jaaneman dekh aazmaaiye mein moch aa jaayegi kalayi mein Saamne aao jo dulhan banke jaan de de gaye mu dekahyi mein Jo acche hai unki kahani bhi achchi Ladkapan bhi achcha jawani bhi achchi Tere teer ko kyon na dil mein jaga de Tere teer ko kyon na dil mein jaga de Nishana bhi achcha nishani bhi achchi Nishana bhi achcha nishani bhi achchi
Tum apnni chahaton ko ek haseen mod do Logo pe tomate lagana chhod do Hota wohi hai jo manjure khuda hota hai Taakat aur guroor ka ab sheesha tod do Yeh sheesha tod do tum yeh sheesha tod do Allah miya ko sab patha hai socha hai kya socha hai kya Aage aage dehkiye hota hai kya Aage aage dehkiye hota hai kya Aage aage dehkiye hota hai kya Aage aage dehkiye hota hai kya Aage aage dehkiye hota hai kya Aage aage dehkiye hota hai kya.