Гуру Песен Популярное
А Б В Г Д Е Ж З И К Л М Н О П Р С Т У Ф Х Ц Ч Ш Э Ю Я
# A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z

√ Садхана Саргам & Суреш Вадкар - Закон Kayda Kanoon 1993 Pawan Basanti Behne Lagi | Текст песни

Pesni.guru - сайт для Гуру

Pawan basanti bahne lagi
Man madhuban se kahne lagi
Pawan basanti bahne lagi
Man madhuban se kahne lagi
Khushbu churaye mahake nazare
Pyar ka mausam layi bahar
Pawan basanti bahne lagi
Man madhuban se kahne lagi
Khushbu churaye mahake nazare
Pyar ka mausam layi bahar
Pawan basanti bahne lagi
Man madhuban se kahne lagi

Kaliyo ke tarano pe bhanwre
Gungunate hai
Pyasi sans ki vina ke sur
Ko chhed jate hai
Kaliyo ke tarano pe bhanwre
Gungunate hai
Pyasi sans ki vina ke sur
Ko chhed jate hai
Koyal git gati hai
Duniya ko sunati hai
Khoyi dhadkano me prit
Ki sargam jagati hai

Ujde chaman me aaj nahi kal
Sath khilenge phul hajar
Pawan basanti bahne lagi
Man madhuban se kahne lagi
Khushbu churaye mahake nazare
Pyar ka mausam layi bahar
O pawan basanti bahne lagi
Man madhuban se kahne lagi

Naino ke kharondo me
Sapno ka basera hai
Gam ki raat ke pichhe
Ummido ka sawera hai
Naino ke kharondo me
Sapno ka basera hai
Gam ki raat ke pichhe
Ummido ka sawera hai

Andar ke parinde to
Pinjara tod jate hai
Khushiyo ke darkhsto se
Wo nata jod jate hai
Jaldi milegi manjil teri
Aise na rahi himmat har
Pawan basanti bahne lagi
Man madhuban se kahne lagi
Khushbu churaye mahake nazare
Pyar ka mausam layi bahar
Pawan basanti bahne lagi
Mann madhuban se kahne lagi.


Статистика страницы на pesni.guru ▼
Просмотров сегодня: 1
Видео
Нет видео
-