Гуру Песен Популярное
А Б В Г Д Е Ж З И К Л М Н О П Р С Т У Ф Х Ц Ч Ш Э Ю Я
# A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z

√ Садхана Саргам & Удит Нараян - Miss India: The Mystery (2003) Nasha-(Muskurahat.Com) | Текст песни

Ho chhane laga hain nasha
Aane hain maza
Chhane laga hain nasha
Aane hain maza
Kaisa nasha hain ye
Kaisa maza hain ye
Aye yaar mujhko bata

Chhane laga hain nasha
Aane hain maza
O chhane laga hain nasha
Aane hain maza
Kaisa nasha hain ye
Kaisa maza hain ye
Aye yaar mujhko bata
Chhane laga hain nasha
Aane hain maza

Chahat jo badhane lagi
Duniya badal ne lagi
Ik mauj jazbaat ki
Dil mein machal ne lagi
Kyaa ye haal apna hain
Kaisa ye sapna hain
Ye yaar mujhko bata
Chhane laga hain nasha
Aane hain maza
O chhane laga hain nasha
Aane hain maza

Tum bhi bahek ne lage
Hum bhi bahek ne lage
Apni hi khusboo se hum
Kitane mahek ne lage
Kaise huaa hain ye
Kisane kiya hain ye
Aye yaar mujhko bata
Chhane laga hain nasha
Aane hain maza

Ho chhane laga hain nasha
Aane hain maza
Kaisa nasha hain ye
Kaisa maza hain ye
Aye yaar mujhko bata.

Статистика страницы на pesni.guru ▼
Просмотров сегодня: 1
Видео
Нет видео
-