aapki mahfil me ek dil leke aayi hu dil ko pyar ki jarurat hai dildar ki jarurat hai kon hai wo hum hai jane man hum hai nahi nahi is dil ki bhi ek pasand hai
aisa waisa aisa waisa koi mujhe janchta nahi jach jaye to fir bachta nahi aisa waisa koi mujhe jachta nahi jach jaye to fir bachta nahi ye rang hai mere pyar ka ye rup hai mere pyar ka ye rang hai mere pyar ka ye rup hai mere pyar ka aisa waisa koi mujhe jachta nahi jach jaye to fir bachta nahi
kiske liye uske liye are uske liye hotho ki agan jiske liye hotho ki agan uske liye makhmali badan wahi jachega pahli najar jite jo mera man aisa waisa aisa waisa koi mujhe jachta nahi jach jaye to fir bachta nahi ye rang hai mere pyar ka ye rup hai mere pyar ka aisa waisa koi mujhe jachta nahi jach jaye to fir bachta nahi
aisa hai mera badan hai chu jaye to tan se tan chu jaye to tan se tan badh jaye dilo ki dhadkan do hi pal me dur karu barso ka akela pan aisa waisa koi mujhe jachta nahi jach jaye to fir bachta nahi ye rang hai mere pyar ka ye rup hai mere pyar ka aisa waisa koi mujhe jachta nahi jach jaye to fir bachta nahi aisa waisa jachta nahi jachta nahi jachta nahi