Chaahta hoon tujhe… sochta hoon tujhe
Har lamha har jagaah dekhta hoon tujhe
Tune mujhko yun beqaarar kiya
Beqaraar kiya, beqaraar kiya
Hadd se zyaada sanam, tujhse pyaar kiya -2
Chaahti hoon tujhe, sochti hoon tujhe
Har lamha har jagaah dekhti hoon tujhe
Tune mujhko yun beqaraar kiya
Beqaraar kiya, beqaraar kiya
Hadd se zyaada sanam, tujhse pyaar kiya -2
(Na samjha na jaana, kyun huwa diwaana
Teri dhun mein jaanam, khud se hoon begaana) -2
Khud se hoon begaana
Tera khwaabon mein, deedaar kiya -2
Hadd se zyaada sanam, tujhse pyaar kiya -2
(Teri yaad aaye, ab raha na jaaye
Khayaalon mein mere, tuhi muskuraaye) -2
Tuhi muskuraaye
Pal pal tera intezaar kiya -2
Hadd se zyaada sanam, tujhse pyaar kiya -2
Chaahta hoon tujhe… sochta hoon tujhe
Har lamha har jagaah, dekhti hoon tujhe
Tune mujhko yun beqaarar kiya
Shreya: Beqaraar kiya, beqaraar kiya
Hadd se zyaada sanam, tujhse pyaar kiya -2
Hadd se zyaada sanam, tujhse pyaar kiya -2
Другие названия этого текста
- Shreya Ghoshal, Sonu Nigam - Hadh Se Zyaada Sanam (0)
- √ Сону Нигам & Шрея Гошал - Hadh Se Zyaada Sanam (0)
Статистика страницы на pesni.guru ▼
Просмотров сегодня: 1