Желание Aarzoo, 1999 Jai Mata Di Duniya Se Door Ja Raha Hoo
Oo maa meri maa Duniya se door jaa raha hoon Main tere paas aa raha hoon Duniya se door jaa raha hoon Maa main tere paas aa raha hoon Main bhi ye geet ga raha hoo Duniya se Duniya se door jaa raha hoon Maa main tere paas aa raha hoon Main bhi ye geet ga raha hoo
Saacha hai tera darbar mata Juthas ye sara sansaar mata Main tod aaya har ek nata Maa sab ne mujko thukra diya hai Maa sab ne mujko thukra diya hai Main sabko Main sabko thukra raha hoo Maa main tere paas aa raha hoon Duniya se door jaa raha hoon Main tere paas aa raha hoon
E kaas mera bhi koi hota Mere liye koi hasta rota Har din na mujko kaante chubho ta Asha nirasha ka dip banke Asha nirasha ka dip banke Main jalta Main jalta bujhta raha hoo Maa main tere paas aa raha hoon Duniya se door jaa raha hoon Main tere paas aa raha hoon Main bhi ye geet ga raha hoo
Shero pe karti hai tu savari Ye chand suraj tere pujari Raja bhi tere dar ke bhikhari Phaila de apni mamata ka aanchal Phaila de apni mamata ka aanchal Main haath Main haath phaila raha hoo Maa main tere paas aa raha hoon Duniya se door jaa raha hoon Main tere paas aa raha hoon Maa meri maa, maa mein aa raha hoo, Maa mein aa raha hoo Paas tere eiy maa maa main aa raha hoo
Unche pahada valiye, unche pahada valiye Sacha darbar tera tu nahi to kaun mera Karde kripa Unche unche mandira vaaliye Unche unche mandira vaaliye
Saare bolo jai mata ji Jam ke bolo jai mata ji Prem se bolo jai mata ji Jor se bolo jai mata ji Maine suniya jai mata ji Dil se bolo jai mata ji Aavaj nahi aayi jai mata ji Dil se bolo jai mata ji Jai mata ji, jai mata ji, Jai mata ji, jai mata ji Ho maa main aa gaya Ho maa main aa gaya.