(hai kisne tarasha badan marmari sa yeh khwaabon bhari aankhin yeh chehra pari sa) - 2
tu hi mera haasil hai tu hi arzoo baharon ko nazaaron ko sitaaron ko jo tu na ho nahin dekhoon falak dekhoon zameen dekhoon jahan dekhoon tera chehra wahi dekhoon
(chalakta hai palkon se yeh kaisa nasha hai nahi hosh mein koi kya dilkash samaa hai) - 2
tera noor chaaya hai tera hi junoon oh jaane adaa tere jaisa nahin mumkin kahin koi haseen dekhoon falak dekhoon zameen dekhoon jahan dekhoon tera chehra wahi dekhoon har ek manzar tera manzar woh kya manzar jahan tujhko nahin dekhoon