Сердце, не перестающее биться Dil Ne Jise Apna Kaha 2004 Dil Ne Jise Apna Kaha
Dil ne jise apna kaha Dil ne jise apna kaha Bekhabbar woh hain waha Jaane pal zameen aasman Dil ne jise apna kaha Dil ne jise apna kaha Bekhabbar woh hain waha Jaane pal zameen aasman
Mile nazar unse par behaya tanha Baaton mein bhi keh na sake Dil ki baat yeh zubaan Ab hai hulchul pal pal pe pal Dhoonde hai unko dil Ke chal zara unke hi manzil Bole raaz dil par ab woh hain kaha Dil ne jise apna kaha Dil ne jise apna kaha Bekhabbar woh hain waha Jaane pal zameen aasman
Khil khile kaise khila Milke woh chaand se Door door hain hum milke bhi Dekhiye aankh se Kyon dil jaage aakhon ke taare Un ke hi raahon mein Ke youn bhi kabhi unke bhi Dil mein jaage mohabbat Aaye woh yahaan Dil ne jise apna kaha Dil ne jise apna kaha Bekhabbar woh hain waha Jaane pal zameen aasman
Shaam-o-seher chaaron paher Dhoonda tujhe har dishaan Haan magar haar kar Aa gayi yeh nigaah Saaya ko tere tarsi aankhe Tadape hai dil mera Ke tere bin pyaar wafa Kya mera yahaan kya Apna luta jahaan Dil ne jise apna kaha Dil ne jise apna kaha Kho gaya ea woh kahan Sun hai zameen aasman Kho gaya ea woh kahan Sun hai zameen aasman.