Поездка в Лондон Yeh Hai Jalwa, 2002 London Mein India
Ek sitaara aisa chamka roshan hua jahan Us tara ka naam hai pyaare mera hindustan Purab ka paschim mein purab ka paschim mein Ujala ho gaya oh london mein india ka bol baala ho gaya Oh london mein india ka bol baala ho gaya Purab ka paschim mein ujala ho gaya London mein india ka bol baala ho gaya London mein india ka bol baala ho gaya
Bade door se desh paraye pardesi aaye hain Ho desi bande apne desh ka sandesha laaye hai Yaaro uska kya kehna jis thi nek kamaai Sachcha banda woh honnda jo jaane pir paraayi Sun ke videsi mat wala ho gaya London mein india ka bol baala ho gaya
Wahan ke rehne waale hum jahan pyaar dilo main basta Kaise tootega yeh bandhan yeh hai pyaar ka rishtaa Oh maine jaane kyon socha yeh desh paraya hai Teri baatein sun ke mera dil bhar aaya hai Oh tune jaane kyon socha yeh desh paraya hai Oh achcha laga ki tera dil bhar aaya hai
Rishte naato se bandhni hai dor yeh jeevan ki Mera is jivan pe mere bharat ka saya hai bharat ka saya hai Oh yaar tera kissa to nirala ho gaya London mein india ka bol baala ho gaya Purab ka paschim mein ujala ho gaya Ujala ho gaya oh london mein india ka bol baala ho gaya London mein india ka bol baala ho gaya London mein india ka bol baala ho gaya.