У любви нет цены Awara Paagal Deewana, 2002 Maine To Khai Kasam
Ek hasina ek deewana mast Sama mausam bhi suhana Tanhaayi mein aankh mili to Dard utha dil mein anjana Ek hasina ek deewana mast Sama mausam bhi suhana Tanhaayi mein aankh mili to Dard utha dil mein anjana
Maine to khai kasam Chaahongi tujhko sanam Chaahat mein bua na Chale aaja lagaloon gale Bechaniyaan keh rahi Ab to mita faasle
Jab se tera deedar hua hai Teer jigar ke paar hua hai Jeena mera dushwaar hua hai Main tujh pe marne laga
Ek hasina ek deewana mast Sama mausam bhi suhana Tanhaayi mein aankh mili to Dard utha dil mein anjana
Kya pyaas jaana dhadkano mein jagi Chaane lagi hai ek nayi bekhudi Oh paagal kare yeh teri aashiqui
Pyar mein dono khone lage hai Deewane se hone lage hai Deewano ka haal to dekho Jaage jaage sone lage hai
Maine to khai kasam Chaahongi tujhko sanam Chaahat mein bua na chale Aaja lagaloon gale Bechaniyaan keh rahi Ab to mita faasle Jab se tera deedar hua hai Teer jigar ke paar hua hai Jeena mera dushwaar hua hai Main tujh pe marne laga
Ek hasina ek deewana mast Sama mausam bhi suhana Tanhaayi mein aankh mili to Dard utha dil mein anjana Maine to khai kasam Chaahongi tujhko sanam Chaahat mein bua na chale Aaja lagaloon gale Bechaniyaan keh rahi Ab to mita faasle
Jab se tera deedar hua hai Teer jigar ke paar hua hai Jeena mera dushwaar hua hai Main tujh pe marne laga
Ek hasina ek deewana mast Sama mausam bhi suhana Tanhaayi mein aankh mili to Dard utha dil mein anjana Pyar mein dono khone lage hai Deewane se hone lage hai Deewano ka haal to dekho Jaage jaage sone lage hai Ishq ne aisi aag lagai Betaabi kuch aisi chaayi Ek duje se mil gaye dono Duniya unko rok na paayi.