Долг жизни Udhaar Ki Zindagi, 1994 Thodi Hansi Hai To Thode Aansoo (II)
Thodi hasi hai to thode aansoo Saiye mein gham ke khushi hai Koi nahi hai saathi tera Tanha safar zindagi hai Aaye jaye koi mausam Haste jaana tum Gao gao gate jaao Gaana hai yeh zindagi Gao gao gate jaao Gaana hai yeh zindagi
Dhimi dhimi khusbo laye Mausam bhar ka Tode se bhi na tote saathi Waada yeh pyaar ka
Dhimi dhimi khusbo laye Mausam bhar ka Tode se bhi na tote saathi Waada yeh pyaar ka Hum banaye saath milke Apna aashiyaan Roshini se jilmilaye Sapno ka jaha Koi bhi ho mushkil pyaare Ba ghabrana tum Gao gao gate jaao Gaana hai yeh zindagi Gao gao gate jaao Gaana hai yeh zindagi
Nili nili do ankho se Dekhe tujhe gagan Aaja aaja leke aaja Koi hawal pawan Nili nili do ankho se Dekhe tujhe gagan Aaja aaja leke aaja Koi hawal pawan
Nav bhawar nein dub jaye Kashti pyaas ki Na kahi na tut jaye dori aas ki Umeedo se aashao se Dil bhalana tum Gao gao gate jaao Gaana hai yeh zindagi Gao gao gate jaao Gaana hai yeh zindagi
Thodi hasi hai to thode aansoo Saiye mein gham ke khushi hai Koi nahi hai saathi tera Tanha safar zindagi hai Aaye jaye koi mausam Haste jaana tum Gao gao gate jaao Gaana hai yeh zindagi Gao gao gate jaao Gaana hai yeh zindagi.