Zindagi se chura ke Zindagi mein basa ke Zindagani banaya hai tujhe Roothe rab ko mana ke Aasmaan ko jhuka ke Zindagani banaya hai tujhe
Tu mila jis tarah saba mile Tu mila jis tarah sila mile Tu mila jis tarah duaa mile... Bakhuda Tu mila toh jaise main jee gaya Tu mila mukammal main ho gaya Tu mila toh phaila hai noor sa bakhuda
Zindagi se chura ke Zindagi mein basa ke Zindagani banaya hai tujhe
Mehfooz tu mehsoos kar, tere paas hoon main sada Tujhse nahi ho sakta main pal bhar bhi ab juda Ab saath hain hum is tarah aankhon ke sang palke Aa waqt ko yeh baat hum ik baar phir se keh dein Saare gham se chhupa ke, har nazar se bacha ke Zindagani banaya hai tujhe
Tu mila jis tarah saba mile Tu mila jis tarah sila mile Tu mila jis tarah duaa mile... Bakhuda Tu mila toh jaise main jee gaya Tu mila mukammal main ho gaya Tu mila toh phaila hai noor sa bakhuda
Baahon mein aa ho jayenge shiqwe sabhi khud fanaa Hothon se main tujh ko sunu aankhon se tu kuch sunaa Tu aks ahi main aaina, phir kya hai sochna Ik doosere mein kho ke hai ik-doosre ko paana Kismaton ko jagaa ke, har jahaan ko hara ke Zindagani banaya hai tujhe
Tu mila jis tarah saba mile Tu mila jis tarah sila mile Tu mila jis tarah duaa mile... Bakhuda Tu mila toh jaise main jee gaya Tu mila mukammal main ho gaya Tu mila toh phaila hai noor sa bakhuda